SEARCH RESULTS
Showing search results for "गरज"
Nazm MATCHES FOR "गरज"
Nazm
saza
tum ko yahaa.n ke saaya o partav se kyaa Garaz
tum apne haq me.n biich kii diivaar hii raho
Jaun Eliya
Nazm
nisar main teri galiyon ke
Garaz tasavvur-e-shaam-o-sahar me.n jiite hai.n
giraft-e-saaya-e-diivaar-o-dar me.n jiite hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHuda ka sawal
Garaz ki sabhii kuchh hai tere liye
bataa kyaa kiyaa tuu ne mere liye
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
ek rah-guzar par
Garaz vo husn jo mohtaaj-e-vasf-o-naam nahii.n
vo hasan jis kaa tasavvur bashar kaa kaam nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
yaad-e-aligarh
ko.ii kar rahaa thaa kisii kii shikaayat
Garaz roz Dhaatii thii taaza qayaamat
Aabidullah Ghazi
Nazm
hubb-e-watan
ham bhii hubb-e-vatan me.n hai.n go Garq
ham me.n aur un me.n hai magar ye farq
Altaf Hussain Hali
Nazm
hinDola
adaa adaa me.n ko.ii shaan-e-infiraadii thii
Garaz kuchh aur hii lachchhan the mere bachpan ke
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aaKHiri lamha
ja.ngal ko kaaTtaa hu.aa rastaa hasiin hai
dil ko hilaa.e laakh ghaTaa.o.n kii ghan-garaj
Jan Nisar Akhtar
Nazm
barsat ki bahaaren
gul phuul jhaa.D-buuTe kar apnii dhaj rahe hai.n
bijlii chamak rahii hai baadal garaj rahe hai.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
raat aur rail
chhe.Dtii ik vajd ke aalam me.n saaz-e-sarmadii
Gaiz ke aalam me.n mu.nh se aag barsaatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
nashat-e-umid
jii ko ho kabhii agar usrat kaa ra.nj
khol diye tuu nai qanaa.at ke ganj