SEARCH RESULTS
Showing search results for "ज़र्रे"
Nazm MATCHES FOR "ज़र्रे"
Nazm
jawab-e-shikwa
hai tunak-maaya tuu zarre se bayaabaa.n ho jaa
naGma-e-mauj hai ha.ngaama-e-tuufaa.n ho jaa
Allama Iqbal
Nazm
pandrah august
kab intihaa hai ko.ii is kii kab ko.ii had hai
chamak dikhaate hai.n zarre ab aasmaano.n ko
Javed Akhtar
Nazm
apni malka-e-suKHan se
zarre ko aaftaab to kaa.nTe ko phuul kar
ai ruuh-e-sher sajda-e-shaa.ir qubuul kar
Josh Malihabadi
Nazm
munajat-e-bewa
ret me.n zarre dekh chamakte
dau.D pa.Dii me.n jhiil samajh ke
Altaf Hussain Hali
Nazm
alwida
hamaare vaaste tuu ek laafaanii masarrat hai
hame.n school tere zarre zarre se mohabbat hai
Abdul Ahad Saaz
Nazm
tasalsul
jii uThe vaadii-e-KHaamosh ke be-jaan sanam
phir ko.ii chiiregaa zarre kaa jigar qatra-e-yam
Ahmad Faraz
Nazm
nashat-e-umid
zarre ko KHurshiid me.n de khapaa
bande ko allaah se de tuu milaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
izhaar aur rasai
ek zarra kaf-e-KHaakistar kaa
sharar-e-jasta ke maanind kabhii
Noon Meem Rashid
Nazm
KHak-e-dil
kal isii KHaak pe gul-ra.ng sahar aa.egii
kal isii KHaak ke zarro.n me.n samaa jaa.egaa ra.ng
Jan Nisar Akhtar
Nazm
hindostan
zarre me.n gar ta.Dap hai to is arz-e-paak se
suuraj me.n raushnii hai to is aasmaa.n se hai
Zafar Ali Khan
Nazm
nargis-e-mastana
qatre me.n vo dariyaa hai jo aalam ko Dubo de
zarre me.n vo sahraa hai ki diivaana banaa de