SEARCH RESULTS
Showing search results for "शोला-जबीं"
Nazm MATCHES FOR "शोला-जबीं"
Nazm
Tipu ki aawaz
go raat kii jabii.n se siyaahii na dhul sakii
lekin miraa charaaG baraabar jalaa kiyaa
Aale Ahmad Suroor
Nazm
andeshe
ruuh bechain hai ik dil kii aziyyat kyaa hai
dil hii sho.ala hai to ye soz-e-mohabbat kyaa hai
Kaifi Azmi
Nazm
kya gul-badani hai
vo naGma ki ik valvala-e-sho.ala-zanii hai
kyaa gul-badanii gul-badanii gul-badanii hai
Josh Malihabadi
Nazm
raat aur din
har taraf shola-zabaa.n naag hai.n phan jhuumte hai.n
sar uThaate hai.n na.e raag na.ii raagniyaa.n
Mahboob Khizan
Nazm
sarojini-naidu
aziiz maa.n mirii ha.nsmukh mirii bahaadur maa.n
tamaam jauhar-e-fitrat jagaa diye tuu ne
Kaifi Azmi
Nazm
dehli
bha.Dak rahe hai.n nigaaho.n ke saamne shole
zabaa.n na mu.nh me.n ho jis ke vo kis tarah bole
Wamiq Jaunpuri
Nazm
bahaar-e-shabab
mohtasib ke hosh u.Daane kaa zamaana aa gayaa
be-jhijak piine pilaane kaa zamaana aa gayaa
Shameem Farooq Banspari
Nazm
tashqand ki sham
manaa.o jashn-e-mohabbat ki KHuu.n kii buu na rahii
baras ke khul ga.e baaruud ke siyah baadal
Ali Sardar Jafri
Nazm
darichon ke tale
aaj phir zehn ke in band dariicho.n ke tale
dil me.n so.e hu.e ehsaas ne karvaT badlii
Rafia Shabnam Abidi
Nazm
kahan hai aa ja
raahat-e-banda-e-be-daam kahaa.n hai aa jaa
paikar-e-husn sar-e-baam kahaa.n hai aa jaa
Shakeel Badayuni
Nazm
kab se mahw-e-safar ho
saajida kun yugo.n kii masaafat sameTe hu.e
is bayaabaa.n me.n yuu.nhii bhaTaktii rahogii
Sajida Zaidi
Nazm
kisan
jhuTpuTe kaa narm-rau dariyaa shafaq kaa iztiraab
khetiyaa.n maidaan KHaamoshii Guruub-e-aaftaab
Josh Malihabadi
Nazm
numaish mein
ye sholaa-aafrii.n vo barq-afgan
ye aa.ii.na-jabii.n vo maah-paikar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
nura
vo nau-KHez nuuraa vo ik bint-e-maryam
vo maKHmuur aa.nkhe.n vo gesu-e-pur-KHam