SEARCH RESULTS
Showing search results for "हिकायत"
Nazm MATCHES FOR "हिकायत"
Nazm
jawab-e-shikwa
ab talak yaad hai qaumo.n ko hikaayat un kii
naqsh hai safha-e-hastii pe sadaaqat un kii
Allama Iqbal
Nazm
nazr-e-maulana hasrat-mohani
mar jaa.e.nge zaalim kii himaayat na kare.nge
ahraar kabhii tark-e-rivaayat na kare.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
yaad
be-harf o be-hikaayat o be-saaz o be-sadaa
rag rag me.n naGma ban ke samaatii chalii ga.ii
Jigar Moradabadi
Nazm
nama-e-jaanan
muddato.n baa'd milaa naama-e-jaanaa.n lekin
na ko.ii dil kii hikaayat na ko.ii pyaar kii baat
Ahmad Faraz
Nazm
jaun-eliya se aaKHri mulaqat
ye diin-o-maz.hab
jo ilm-o-hikmat ke saath ho to sukuun hogaa
Tariq Qamar
Nazm
katik ka chand
kis se is dil ke uja.Dne kii hikaayat kahiye
sun.ne vaalaa bhii jo hairaa.n nahii.n, hairaa.n hogaa
Ibn e Insha
Nazm
be-nang-o-nam
tum ne kyuu.n paaka.i-e-daamaa.n kii hikaayat likkhii
mere sar ko kisii diivaar kaa saudaa kab thaa
Shaz Tamkanat
Nazm
safar-e-aKHir-e-shab
sunaa.e.n yaa na sunaa.e.n hikaayat-e-shab-e-Gam
ki harf harf sahiifa hai, ashk ashk qalam
Mustafa Zaidi
Nazm
ye dilli
sadiyo.n kii hikaayat kaa kirdaar hai dillii
taariiKH ke fankaar kaa shahkaar hai dillii