SEARCH RESULTS
Showing search results for "aarzuu.o.n"
Nazm MATCHES FOR "aarzuu.o.n"
Nazm
raqs
tuu mirii in aarzu.o.n kii magar tamsiil hai
jo rahii.n mujh se gurezaa.n aaj tak!
Noon Meem Rashid
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
aarzuu.o.n ko chain aa jaa.e
hasrato.n ko qaraar mil jaa.e
Saifuddin Saif
Nazm
nala-e-firaq
naKHl merii aarzuu.o.n kaa haraa hone ko thaa
aah! kyaa jaane ko.ii mai.n kyaa se kyaa hone ko thaa!
Allama Iqbal
Nazm
ajnabi aurat
ye siyah-paikar barahna raah-rau
ye gharo.n me.n KHuub-suurat aurato.n kaa zahr-e-KHand
Noon Meem Rashid
Nazm
gurez
un aarzuu.o.n pe chhaa.ii hai gard-e-maayuusii
jinho.n ne tere tabassum me.n parvarish paa.ii
Sahir Ludhianvi
Nazm
chahaton ka jahan hai urdu
zinda hai apnaa zauq-o-shauq is se
aarzuu.o.n kii jaan hai urdu
Krishna Mohan
Nazm
tel ke saudagar
apnii na.ii aarzuu.o.n ke in KHuub-suurat kinaayo.n ko
mahfuuz kar lo!
Noon Meem Rashid
Nazm
hama-ust
kanakhiyo.n se yuu.n dekhtii thii
ki jaise vo un sar-niguu.n aarzuu.o.n ko pahchaantii ho
Noon Meem Rashid
Nazm
aurat ki taKHliq
zamzamo.n ke samundar KHa.nghaale ga.e
aarzuu.o.n ke motii nikaale ga.e
Izhaar Malihabadi
Nazm
pata nahin wo kaun tha
mai.n be-hisaab aarzuu.o.n kaa shikaar
intihaa-e-shauq me.n fareb us kaa khaa gayaa
Bashar Nawaz
Nazm
dil mere sahra-naward-e-pir dil
un kii niima-ras uma.ngo.n aarzuu.o.n kii na kah
jin se milne kaa ko.ii imkaa.n nahii.n
Noon Meem Rashid
Nazm
uktae hue badan
aas-paas gardish kartaa hu.aa sannaaTaa
aarzuu.o.n kii gahmaagahmii se guu.njne lagtaa hai