SEARCH RESULTS
Showing search results for "baane"
Nazm MATCHES FOR "baane"
Nazm
nisar main teri galiyon ke
bane hai.n ahl-e-havas mudda.ii bhii munsif bhii
kise vakiil kare.n kis se munsifii chaahe.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHun phir KHun hai
KHuun phir KHuun hai sau shakl badal saktaa hai
aisii shakle.n ki miTaa.o to miTaa.e na bane
Sahir Ludhianvi
Nazm
diwane ki jannat
meraa ye KHvaab ki tum mere qariib aa.ii ho
kaash ik KHvaab rahe talKH haqiiqat na bane
Waseem Barelvi
Nazm
hasan kuza-gar(3)
ki jaise sub.h kii azaa.n sunaa.ii dii!
tamaam kuuze bante bante 'tuu' hii ban ke rah ga.e
Noon Meem Rashid
Nazm
mujassama
tere sab rang hayuule ke ye be-jaan nuquush
jaise marbuut KHayaalaat ke taane-baane
Ahmad Faraz
Nazm
mazduron ka git
ban.ne kii tamannaa rakhte hai.n
miTne kaa kaleja rakhte hai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
hinDola
mai.n puuchhtaa huu.n ki gahvaare aur qaumo.n ke
base hu.e hai.n kahii.n aisii daastaano.n se
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ek kamra-e-imtihan mein
an-bane se lafzo.n par u.ngliyaa.n ghumaate hai.n
yaa savaalnaame ko dekhte hii jaate hai.n
Amjad Islam Amjad
Nazm
main aur main!
aur kashish ke taane-baane TuuT chale hai.n
kaun tamaashaa.ii hai? mai.n huu.n... aur tamaashaa
Saqi Faruqi
Nazm
kaun si uljhan ko suljhate hain ham?
ye samajh kar jur.a-e-pinhaa.n ko.ii
shaayad aaKHir ibtidaa-e-raaz kaa iimaa bane!
Noon Meem Rashid
Nazm
munajat-e-bewa
bekas kaa Gam-KHvaar hai tuu hii
burii banii kaa yaar hai tuu hii