SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhaaraa"
Nazm MATCHES FOR "dhaaraa"
Nazm
tere KHushbu mein base KHat
jo bhii dhaaraa thaa unhii.n ke liye vo bekal thaa
pyaar apnaa bhii to ga.ngaa kii tarah nirmal thaa
Rajendra Nath Rahbar
Nazm
taj-mahal
gul-dasta-e-ra.ngii.n kaf-e-saahil pe dharaa hai
billor kaa saaGar hai ki sahbaa se bharaa hai
Mahshar Badayuni
Nazm
saman diwali ka
kisii ke ghar pe dharaa soKHta ne a.ngaaraa
kisii ko nard ne chaupa.D ke kar diyaa zaaraa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
fana
umdo.n ke tan ko taa.nbe ke sanduuq me.n dharaa
muflis kaa tan pa.Daa rahaa maaTii-upar pa.Daa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
holi
ab zard ye cheraa jo tire sar pe jamaa hai
aur is pe ye turra jo zarii kaa bhii dharaa hai
Nazeer Akbarabadi
Nazm
tu ghar se nikal aae to
miTTii ko nicho.De to bahe rang kaa dhaaraa
zarre ko jo rau.nde to bane sub.h kaa taaraa
Josh Malihabadi
Nazm
sahaara man hai
KHushbuu aisii ki mirii ruuh talak mahkii hai
raushnii aisii ki bas nuur kaa dhaaraa maa.n hai