SEARCH RESULTS
Showing search results for "giraftaar"
Nazm MATCHES FOR "giraftaar"
Nazm
KHizr-e-rah
anjum-e-kam-zau giraftaar-e-tilism-e-maahtaab
dekhtaa kyaa huu.n ki vo paik-e-jahaa.n-paimaa KHizr
Allama Iqbal
Nazm
apni malka-e-suKHan se
hushyaar is liye huu.n ki mai-KHvaar huu.n tiraa
sayyaad-e-sher huu.n ki giraftaar huu.n tiraa
Josh Malihabadi
Nazm
ek taswir-e-rang
ai tarab-zaar javaanii kii pareshaa.n titlii
tuu bhii ik buu-e-giraftaar hai ma.aluum na thaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
zehra ne bahut din se kuchh bhi nahin likkha hai
dekhaa ki kabhii dariyaa rasta bhii badaltaa hai
bhaa.ii bhii giraftaar-e-majbuurii-e-KHidmat hai.n
Zehra Nigaah
Nazm
waqt-1
giraftaar karne gayaa thaa use
jo le ke mirii umr kaa ek din bhaagtaa jaa rahaa thaa!
Gulzar
Nazm
dard-e-mushtarak
mai.n ne jo zulm kabhii tujh se ravaa rakkhaa thaa
aaj usii zulm ke phande me.n giraftaar huu.n mai.n
Qateel Shifai
Nazm
taqayya
so haakim-e-shahr jab bhii apne Gulaam-zaade
unhe.n giraftaar karne bheje
Parveen Shakir
Nazm
jannat-e-kashmir yahi hai
hinduu ho.n ki muslim hai.n giraftaar isii ke
vaabasta hai.n sab jis se vo zanjiir yahii hai
Arsh Malsiyani
Nazm
ek alamat
KHud ko dil thaam ke murGaan-e-giraftaar kaho
raat ko us ke tabassum se lipaT kar so jaa.o
Mustafa Zaidi
Nazm
doraha
jo KHud apne hii salaasil me.n giraftaar rahe
un KHudaa.o.n se mire Gam kii davaa kyaa hogii
Mustafa Zaidi
Nazm
mirza ghaalib
aaj bhii pa.Dh ke kalaam aap kaa hairat me.n hai.n sab
zulf-e-urdu me.n giraftaar the mirzaa Gaalib
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
dard hota hai
giraftaar ho.n to pha.Dakte hai.n
baadal se baadal mile.n to ka.Dakte hai.n
Rafiq Sandelvi
Nazm
naqsh-bar-ab
tuu ne dekhii hii nahii.n panja-e-usrat kii giraft
ruuh ko qaid-e-tamannaa se chhu.Daa hii degii
Ada Jafarey
Nazm
arz-e-watan
giraftaar-e-aazaar duniyaa hai aaj
mohabbat pariishaan-o-rusvaa hai aaj