SEARCH RESULTS
Showing search results for "hub"
Nazm MATCHES FOR "hub"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
resham o atlas o kamKHaab me.n bunvaa.e hu.e
jaa-ba-jaa bikte hu.e kuucha-o-baazaar me.n jism
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hubb-e-watan
par chhuTaa jis se apnaa mulk o dayaar
jii hu.aa tum se KHud-ba-KHud bezaar
Altaf Hussain Hali
Nazm
KHak-e-hind
is KHaak-e-dil-nashii.n se chashme hu.e vo jaarii
chiin o arab me.n jin se hotii thii aabiyaarii
Chakbast Braj Narayan
Nazm
lab pe pabandi to hai
hai jinhe.n sab se ziyaada daavaa-e-hubbulvatan
aaj un kii vaj.h se hubb-e-vatan rusvaa to hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
hubb-e-watan
ai vatan ai mire bahisht-e-barii.n
kyaa hu.e tere aasmaan zamii.n
Altaf Hussain Hali
Nazm
sayyad se aaj hazrat-e-waiz ne ye kaha
shaitaan ne dikhaa ke jamaal-e-uruus-e-dahr
banda banaa diyaa hai tujhe hubb-e-jaah kaa
Akbar Allahabadi
Nazm
pandrah august
aazaadii-e-vatan pe hu.e hai.n ka.ii nisaar
KHaatir me.n in ko laa.o ki pa.ndrah august hai
Maftun Kotvi
Nazm
shahid bhagat-singh
jaam-e-hubb-e-vatan ke ai matvaale
ai paikar-e-naamuus hamiyyat vaale
Tilok Chand Mahroom
Nazm
hubb-e-qaumi
hubb-e-qaumii kaa zabaa.n par in dino.n afsaana hai
baada-e-ulfat se pur dil kaa mire paimaana hai
Chakbast Braj Narayan
Nazm
gulzar-e-watan
phuulo.n kaa kunj-e-dilkash bhaarat me.n ik banaa.e.n
hubb-e-vatan ke paude is me.n na.e lagaa.e.n
Suroor Jahanabadi
Nazm
zakir-husain
raam aur kirshn ke jiivan se tujhe pyaar magar
baada-e-hubb-e-mohammad se bhii sarshaar magar
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Nazm
shahid-e-watan
dekhiye hubb-e-vatan dil me.n utartii hai yahaa.n
dekhiye dil kii fazaa kaisii nikhartii hai yahaa.n
Josh Malsiani
Nazm
hubb-e-watan
ai aaftaab-e-hubb-e-vatan tuu kidhar hai aaj
tuu hai kidhar ki kuchh nahii.n aataa nazar hai aaj