SEARCH RESULTS
Showing search results for "laquuh"
Nazm MATCHES FOR "laquuh"
Nazm
wa-yabqa-wajh-o-rabbik (hum dekhenge)
vo din ki jis kaa va.ada hai
jo lauh-e-azal me.n likhkhaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawab-e-shikwa
kii mohammad se vafaa tuu ne to ham tere hai.n
ye jahaa.n chiiz hai kyaa lauh-o-qalam tere hai.n
Allama Iqbal
Nazm
muhasara
so shart ye hai jo jaa.n kii amaan chaahte ho
to apne lauh-o-qalam qatl-gaah me.n rakh do
Ahmad Faraz
Nazm
lauh-o-qalam
ham parvarish-e-lauh-o-qalam karte rahe.nge
jo dil pe guzartii hai raqam karte rahe.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
yaa.n dhan-daulat kaa ant nahii.n
ho.n ghaat me.n Daaku laakh magar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHwab jo bikhar gae
KHuluus-e-be-shu.uur kii vo zuud-etabaariyaa.n
vo shauq-e-saada-lauh kii hasiin KHaam-kaariyaa.n
Amir Usmani
Nazm
muflisi
gir gir pa.De to ko.ii na liye use sambhaal
muflis me.n hove.n laakh agar ilm aur kamaal
Nazeer Akbarabadi
Nazm
hasan kuza-gar (2)
aur mujhe likhnaa bhii kahaa.n aataa hai?
lauh-e-aa.iinaa pe ashko.n kii phavvaro.n hii se
Noon Meem Rashid
Nazm
jugnu
gale me.n Daalii na baaho.n kii phuul-maalaa bhii
na dil me.n lauh-e-jabii.n se kiyaa ujaalaa bhii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
andeshe
us ne ghabraa ke nazar laakh bachaa.ii hogii
miT ke ik naqsh ne sau shakl dikhaa.ii hogii
Kaifi Azmi
Nazm
hubb-e-watan
laakh neko.n kaa kyuu.n na ho ik nek
dekh saktaa nahii.n hai ek ko ek