SEARCH RESULTS
Showing search results for "lataafat"
Nazm MATCHES FOR "lataafat"
Nazm
etiraf
apnii jur.at kii qasam ab merii jur.at se Daro
tum lataafat ho agar merii lataafat se Daro
Asrarul Haq Majaz
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
mere ash.aar kii lataafat me.n
tere kirdaar kii bulandii hai
Saifuddin Saif
Nazm
apni malka-e-suKHan se
aavaaz me.n ye ras ye lataafat ye iztiraar
jaise subuk mahiin ravaa.n reshmii phuvaar
Josh Malihabadi
Nazm
madam
muflisii hiss-e-lataafat ko miTaa detii hai
bhuuk aadaab ke saa.ncho.n me.n nahii.n Dhal saktii
Sahir Ludhianvi
Nazm
tum
shaguftagii kaa lataafat kaa shaahkaar ho tum
faqat bahaar nahii.n haasil-e-bahaar ho tum
Kaifi Azmi
Nazm
tum yaad mujhe aa jate ho
aur apnii mahak se har dil me.n ik tuKHm-e-lataafat botii hai.n
tum yaad mujhe aa jaate ho
Behzad Lakhnavi
Nazm
diwar
fahm-o-lataafat kii tamsiil shaayad kahii.n bhii nahii.n thii
sulagne lagaa
Sohaib Mugheera Siddiqi
Nazm
naya husn
jis se mahruum hai fitrat kaa jamaal-e-ra.ngii.n
tarbiyat ne vo lataafat bhii sikhaa dii tujh ko
Kaifi Azmi
Nazm
numaish-e-aligarh
vo jaa.n-baKHsh naGme vo pur-lutf gaane
vo har samt husn-o-lataafat kii jaane.n
Shakeel Badayuni
Nazm
parda aur ismat
jo zaahir na ho vo lataafat nahii.n hai
jo pinhaa.n rahe vo sadaaqat nahii.n hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
manazir-e-sahar
vo barg-e-gul-e-taaza vo shabnam kii lataafat
ik husn se vo KHanda-e-saamaan-e-haqiiqat
Josh Malihabadi
Nazm
eid us pari-wash ki
sadqe tire ai ruuh-e-adaa paik-e-lataafat
KHush aa.e tire husn ko ye kaif kii saa.at