SEARCH RESULTS
Showing search results for "masaavii"
Nazm MATCHES FOR "masaavii"
Nazm
chaqu ka dasta
do masaavii Tuk.Do.n me.n taqsiim kar gayaa
aur mai.n Thiik se ye bhii na dekh sakaa
Saeeduddin
Nazm
hisab-e-jaan!!
tumhe.n kaun se hindise par taqsiim karuu.n?
ki tanhaa.ii jis ke masaavii na aa.e!
Anjum Saleemi
Nazm
raqib se!
zer-dasto.n ke masaa.ib ko samajhnaa siikhaa
sard aaho.n ke ruKH-e-zard ke ma.anii siikhe
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawab-e-shikwa
kisii yakjaa.ii se ab ahd-e-Gulaamii kar lo
millat-e-ahmad-e-mursil ko maqaamii kar lo
Allama Iqbal
Nazm
ai sharif insano
jang to KHud hii ek mas.ala hai
jang kyaa mas.alo.n kaa hal degii
Sahir Ludhianvi
Nazm
kisi ko udas dekh kar
mai.n KHud ko maut ke haatho.n me.n sau.np saktaa huu.n
magar ye baar-e-masaa.ib uThaa nahii.n saktaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
zara si baat
vaqt kii ravaanii hai baKHt kii giraanii hai
saKHt be-zamiinii hai saKHt laa-makaanii hai
Amjad Islam Amjad
Nazm
zohd aur rindi
mai.n ne ye kahaa ko.ii gila mujh ko nahii.n hai
ye aap kaa haq thaa ze-rah-e-qurb-e-makaanii
Allama Iqbal
Nazm
sarhaden
vo ariine vo masaajid vo kaliisaa vo mahal
aur vo log jo har naqsh se afzal-tar hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
yaksui
kaun kahtaa hai ki aa.he.n hai.n masaa.ib kaa ilaaj
jaan ko apnii abas rog lagaatii kyuu.n ho
Sahir Ludhianvi
Nazm
hinDola
bahut se aur masaa.ib bhii mujh pe TuuT pa.De
mai.n Dhuu.nDhne lagaa har samt sachchii jhuuTii panaah
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ban-bas
ek ik mo.D pe aalaam o masaa.ib ke pahaa.D
ek ik gaam pe aafaat se Takraayaa huu.n
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
nura
vo ik nurse thii chaara-gar jis ko kahiye
madaavaa-e-dard-e-jigar jis ko kahiye