SEARCH RESULTS
Showing search results for "qad-o-qaamat"
Nazm MATCHES FOR "qad-o-qaamat"
Nazm
alamiya-e-naqd
na.e note kaa qadd-o-qaamat to dekho
ye chuuran kii parchii kii shaamat to dekho
Fay Seen Ejaz
Nazm
nae aadam ki tashkil
nasl dekhii jaa.egii rangat nikhaarii jaa.egii
qadd-o-qaamat dekh kar a.azaa taraashe jaa.e.nge
Rizwanullah
Nazm
qadr-o-qimat
patte patte hai.n lekin be-aab-o-numuu
chaa.nd hai lekin bhiik kaa piyaala kirno.n se mahruum
Yusuf Zafar
Nazm
marg-e-soz-e-mohabbat
KHush huu.n firaaq-e-qaamat-o-ruKHsaar-e-yaar se
sarv-o-gul-o-saman se nazar ko sataa.e.n ham
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dusra tajraba
umDaa hu.aa saa jazba-e-bedaar kaa azaab
KHushbuu tavaaf-e-qaamat-e-zebaa kiye hu.e
Himayat Ali Shayar
Nazm
hayula
merii nazro.n ne baKHshii hai.n
aafaaq ke KHadd-o-KHaal-e-bahaar-aafrii.n me.n
Aziz Tamannai
Nazm
jamal
jo goshe goshe me.n pinhaa.n hai us ke raah-e-gurez
KHayaal gum hu.aa jaataa hai qadd-e-ra.anaa me.n
Masud Husain Khan
Nazm
jamal
jo goshe goshe me.n pinhaa.n hai us kii raah-e-gurez
KHayaal gum hu.aa jaataa hai qadd-e-ra.anaa me.n
Masud Husain Khan
Nazm
trahdar kahan se laun
tazkire hai.n qad-o-gesuu ke bahar-taur aziiz
muflisii me.n dil-e-gulbaar kahaa.n se laa.uu.n
Bebak Bhojpuri
Nazm
apni malka-e-suKHan se
aavaaza charKH par hai jo is dard-ma.nd kaa
goyaa vo aks hai tire qadd-e-buland kaa
Josh Malihabadi
Nazm
urdu-e-mualla
suft-o-sa.ngii.n yaa libaas-e-aariyat baariik hai
jaama-zebii se qad-e-mauzuu.n par is ke Thiik hai