SEARCH RESULTS
Showing search results for "qadr"
Nazm MATCHES FOR "qadr"
Nazm
ye mahlon ye taKHton ye tajon ki duniya
javaanii bhaTaktii hai bad-kaar ban kar
javaa.n jism sajte hai.n baazaar ban kar
Sahir Ludhianvi
Nazm
aurat
taa-ba-kai gird tire vahm o ta.ayyun kaa hisaar
kau.nd kar majlis-e-KHalvat se nikalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
Nazm
nanak
qaum ne paiGaam-e-gautam kii zaraa parvaa na kii
qadr pahchaanii na apne gauhar-e-yak-daana kii
Allama Iqbal
Nazm
muflisi
sab KHaak bech aa ke milaatii hai muflisii
jab roTiyo.n ke baTne kaa aa kar pa.De shumaar
Nazeer Akbarabadi
Nazm
hubb-e-watan
qadr ai dil vatan me.n rahne kii
puuchhe pardesiyo.n ke jii se ko.ii
Altaf Hussain Hali
Nazm
aaKHiri lamha
mai.n sochtaa thaa ki tum aa.ogii tumhe.n paa kar
mai.n is jahaan ke dukh-dard bhuul jaa.uu.ngaa
Jan Nisar Akhtar
Nazm
kuchh ishq kiya kuchh kaam kiya
phir aaKHir ta.ng aa kar ham ne
dono.n ko adhuuraa chho.D diyaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
numaish-e-aligarh
kahii.n garm hotel hai peshaavarii kaa
ba-qadr-e-sukuu.n vo dilo.n kaa bahalnaa
Shakeel Badayuni
Nazm
pand-nama
KHud ko Garq-e-sharaab-e-naab na kar
dekh apne ko yuu.n KHaraab na kar
Josh Malihabadi
Nazm
nanak
qaum ne paiGaam-e-gautam kii zaraa parvaa na kii
qadr pahchaanii na apne gauhar-e-yak-daana kii