SEARCH RESULTS
Showing search results for "raabit"
Nazm MATCHES FOR "raabit"
Nazm
wa-yabqa-wajh-o-rabbik (hum dekhenge)
ham dekhe.nge
laazim hai ki ham bhii dekhe.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
is waqt to yun lagta hai
ik bair na ik mehr na ik rabt na rishta
teraa ko.ii apnaa, na paraayaa ko.ii meraa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
farar
kitnii be-rabt tamannaa.o.n ke mub.ham KHaake
apne KHvaabo.n me.n basaa.e the kisii kii KHaatir
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHizr-e-rah
mor-e-be-par haajate pesh-e-sulaimaane mabar
rabt-o-zabt-e-millat-e-baizaa hai mashriq kii najaat
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
rabt ho jaataa hai dil ko naala o fariyaad se
KHuun-e-dil bahtaa hai aa.nkho.n kii sarishk-aabaad se
Allama Iqbal
Nazm
hasan kuza-gar(3)
ki ab bhii rabt-e-jism-o-jaa.n kaa e'tibaar hai mujhe
yahii vo e'tibaar thaa
Noon Meem Rashid
Nazm
taaruf
tumhe.n zindagii se ko.ii rabt baaqii nahii.n
ajal se ha.nso aur ajal ko ha.nsaa.o
Noon Meem Rashid
Nazm
barsat ki bahaaren
shiisha kahii.n gulaabii botal jhamak rahii hai
raabiil motiyaa kii KHushbuu mahak rahii hai
Nazeer Akbarabadi
Nazm
fasle
itnii be-ra.ng hai.n ab rang kii KHuugar aa.nkhe.n
jaise is shahr-e-tamannaa se ko.ii rabt na thaa
Amjad Islam Amjad
Nazm
katik ka chand
baam suunaa hai, kahaa.n Dhuu.nDe.n kisii kaa chehraa
(log samjhe.nge ki be-rabt hai.n baate.n apnii)
Ibn e Insha
Nazm
shahr ilm ke darwaze par
kabhii kabhii dil ye sochtaa hai
na jaane ham be-yaqiin logo.n ko naam-e-haidar se rabt kyuu.n hai
Iftikhar Arif
Nazm
ek bewafa ke nam
al-muKHtasar ho.n jitne sitam tujh pe TuuT jaa.e.n
lekin ye rabt-e-ziist na TuuTe KHudaa kare
Owais Ahmad Dauran
Nazm
paisa
husn hai naaz hai KHuubii hai tarah-daarii hai
rabt hai pyaar hai aur dostii hai yaarii hai