SEARCH RESULTS
Showing search results for "suhaag"
Nazm MATCHES FOR "suhaag"
Nazm
parchhaiyan
adaa-e-ijz-o-karam se uThaa rahii ho tum
suhaag-raat jo Dholak pe gaa.e jaate hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
apni malka-e-suKHan se
kyuu.n kar na shaaKH-e-gul kii lachak ho bayaan me.n
terii kamar kaa loch hai merii zabaan me.n
Josh Malihabadi
Nazm
nur-jahan ke mazar par
pahlu-e-shaah me.n ye duKHtar-e-jamhuur kii qabr
kitne gum-gashta fasaano.n kaa pata detii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
hinDola
Thumak Thumak ke chale the gharo.n ke aa.ngan me.n
'aniis' o 'haalii' o 'iqbaal' aur 'vaaris-shaah'
Firaq Gorakhpuri
Nazm
wo bagh mein mera muntazir tha
pahnaa gahraa basantii jo.Daa
aur itr-e-suhaag me.n basaayaa
Parveen Shakir
Nazm
sham-e-ayaadat
mujhe jagaa rahaa hai maut kii Gunuudgii se kaun
nigaaho.n me.n suhaag-raat kaa samaa.n liye hu.e
Firaq Gorakhpuri
Nazm
KHak-e-dil
dafn hai dekh mirii ruuh-e-gulistaa.n tujh me.n
merii gul-posh javaa.n-saal uma.ngo.n kaa suhaag
Jan Nisar Akhtar
Nazm
judai
kiran suhaag kii bi.ndii kii lahlahaa.ii hu.ii
vo a.nkh.Diyo.n kaa fusuu.n ruup kii vo deviyyat
Firaq Gorakhpuri
Nazm
waqt ke nam ek KHat
us ne apnii suhaag-raat tab manaa.ii
jab vo haiz ke baras guzaar chukii thii
Zahid Imroz
Nazm
uktae hue badan
Dhalte hu.e suuraj kii laalii se suhaag jo.De kii KHushbuu
aane lagtii hai
Munawwar Rana
Nazm
rahguzar
vo tabassum jis ko rote hai.n ka.ii uj.De suhaag
ban rahaa hai ik lachaktaa KHaar apne paa.nv me.n
Qateel Shifai
Nazm
watan ka rag
base hu.e hai.n mohabbat se jin kii qaum ke ghar
vatan kaa paas hai un ko suhaag se ba.Dh kar
Chakbast Braj Narayan
Nazm
jang
ab dilhano.n se chhiin liyaa jaa.egaa suhaag
ab apne aa.nsu.o.n se bujhaa.e.n vo dil kii aag
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
dehli
hazaaro.n aurato.n kaa aaj luT rahaa hai suhaag
na jaane kitnii tamannaa.o.n me.n lagii hai aag