SEARCH RESULTS
Showing search results for "tasallii"
Nazm MATCHES FOR "tasallii"
Nazm
mere hamdam mere dost!
gar miraa harf-e-tasallii vo davaa ho jis se
jii uThe phir tiraa uj.Daa hu.aa be-nuur dimaaG
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
teri aawaz
dil ko ye zid thii ki tuu aa.e tasallii dene
merii koshish thii ki kambaKHt ko nii.nd aa jaa.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
yaad-e-aligarh
kisii kii shabaahat kisii kii malaamat
kisii kii tasallii kisii kaa sataanaa
Aabidullah Ghazi
Nazm
aaKHiri lamha
magar mai.n KHud ko tasallii kabhii na de paayaa
ye merii nazm miraa pyaar hai tumhaare liye
Jan Nisar Akhtar
Nazm
munajat-e-bewa
dukh me.n tasallii dene vaale
jab ab tab tujh saa nahii.n ko.ii
Altaf Hussain Hali
Nazm
aurat march: taswir ka dusra ruKH
aa.o tasallii se nimTaayen jhag.Daa
ye havvaa kii izzat kaa havvaa banaa kar dikhaayaa gayaa hai
Rehman Faris
Nazm
nala-e-firaq
dekhtaa hai diida-e-hairaa.n tirii tasviir ko
kyaa tasallii ho magar girviida-e-taqriir ko
Allama Iqbal
Nazm
aurat
girne pe duusro.n ke sa.nbhalnaa pa.Daa bhii hai
jhuuTii tasallii paa ke bahalnaa pa.Daa bhii hai
Meena Naqvi
Nazm
gautam-budh
kii riyaazat raat-din dil kii tasallii ke liye
jaa-ba-jaa phirte rahe kii.n murshido.n kii KHidmate.n
Maikash Akbarabadi
Nazm
musafir
mujhe gale se lagaayaa mujhe tasallii dii
mujhe bataa.e shab-e-tiira-o-siyaah ke raaz
Mustafa Zaidi
Nazm
hum ki hero nahin
aur hamaarii shikam tasallii ko
june kii chhaatiyo.n me.n duudh aayaa
Jawayd Anwar
Nazm
pardes mein eid
ha.nsaatii hai rulaatii hai
tasallii ke liye ham ek duuje se ye kahte hai.n
Sulaiman Jazib
Nazm
lapata
abhii tak tumhaaraa kuchh suraaG nahii.n milaa
phir vo tasallii detaa hai