SEARCH RESULTS
Showing search results for "zarf-e-aab"
Nazm MATCHES FOR "zarf-e-aab"
Nazm
bila-unwan
lagaa.uu.n jab labo.n se zarf-e-aab mai.n
to mere mu.nh se dil miraa nikal pa.De
Ameer Imam
Nazm
rabta
mai.n ka.Dii huu.n ga.e zamaano.n kii
shahr-e-maazii ke KHaak daano.n kii
Noor -e-Shama Noor
Nazm
ujale ki lakir
ik na.ii sub.h-e-daraKHshaa.n kaa ruupahlaa aa.nchal
apne hamraah liye azm-e-javaa.n kii tanviir
Noor -e-Shama Noor
Nazm
ye kaun aaya
KHvaabo.n ke gulistaa.n kii KHush-buu-e-dil-aaraa hai
yaa sub.h-e-tamannaa ke maathe kaa sitaaraa hai
Ibn۔e۔Insha
Nazm
prem bina man suna
suunii ab ye sej pa.Dii hai
kab tuu aa kar prem biraaje
Rukhsana Nikhat Lari Umm-e-Hani
Nazm
alaw
ki ahl-e-zarf-o-Gariibaan-e-shahr-e-ehsaasaat
taras rahe hai.n suKHan-haa-e-guftanii ke liye
Sahar Ansari
Nazm
ek pur-asrar sada
vo bhii zarf-e-sar-KHushii kii daad dete the use
ek sannaaTaa hai ab har rah-guzar par chaar-suu
Balraj Komal
Nazm
zarf
haa.n magar jaam uThaanaa hai to tuu soch zaruur
zarf-e-mai-KHvaar se qaa.em hai vaqaar-e-mai-KHvaar
Nazm
mohabbat mein KHuda bhi mubtala hai
mohabbat zarf-e-aadam toltii hai
mohabbat KHaamushii me.n boltii hai
Naeem Zarrar Ahmad
Nazm
sach bata
sach bataa kaun chhupaa hai is me.n
zarf-e-insaan me.n vus.at ye kahaa.n se aa.e
Farhat Parveen
Nazm
manzar ko kya karun
ai zarf-e-diid tuu hii bataa bazm-e-tuur se
jalva jo uTh gayaa hai to manzar ko kyaa karuu.n
Ram Lal Varma Hindi
Nazm
tumhein yaad ho ki na yaad ho
vo sukuut-e-manzar-e-juu-e-aab
vo KHamosh jalva-e-maahtaab