SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHarosh"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "KHarosh"
Ghazal
zulmat-kade me.n mere shab-e-Gam kaa josh hai
ik sham' hai daliil-e-sahar so KHamosh hai
Mirza Ghalib
PAGE MATCHES FOR "KHarosh"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "KHarosh"
Nazm
shikast
rah gayaa dab ke giraa.n-baar salaasil ke tale
merii darmaa.nda javaanii kii uma.ngo.n kaa KHarosh
Sahir Ludhianvi
Nazm
iqbaal
is giit ke tamaam mahaasin hai.n laa-zavaal
is kaa vafuur is kaa KHarosh is kaa soz-o-saaz
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
dekhtaa huu.n vahshat-e-shauq-e-KHarosh-aamaada se
faal-e-rusvaa.ii sirishk-e-sar-ba-sahraa-daada se
Mirza Ghalib
Ghazal
jis qadar ba.Dhtaa gayaa zaalim havaa.o.n kaa KHarosh
us ke kaakul aur bhii aariz pe lahraate rahe
Ali Sardar Jafri
Ghazal
dil-farebii hai tirii baa.is-e-sad josh o KHarosh
haal ye ho to dil-e-zaar shakebaa kyaa ho
Hasrat Mohani
Nazm
tere baad
KHarosh-e-naala ta.Daptaa hai terii furqat me.n
sukuut-e-aah ko ab bhii tirii zaruurat hai
Saifuddin Saif
Nazm
chahaton ka jahan hai urdu
na.ara-zan 'josh' kaa KHarosh is me.n
josh kii tarjumaan hai urdu
Krishna Mohan
Ghazal
tuGyaan-e-gul shabaab pe bulbul KHarosh me.n
ik hashr saa hai baaG me.n barpaa tire liye
Josh Malihabadi
Nazm
ehsas-e-kaamran
saal-haa-saal ke bechain sharaaro.n kaa KHarosh
ik na.ii ziist kaa dar baaz kiyaa chaahtaa hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
siyaah raat me.n dil ke muhiib sannaaTe
KHarosh-e-naGma-e-shola-navaa se kam na hu.e







