SEARCH RESULTS
Showing search results for "वामिक़-ए-नौ"
Ghazal MATCHES FOR "वामिक़-ए-नौ"
Ghazal
ik vaamiq-e-nau kaa hai samajh chaak garebaa.n
kartii hai jo raKHna ko.ii diivaar puraanii
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
'vaamiq' ye dil kii pyaas bhalaa yuu.n bujhegii kyaa
ab aag hii se aag bujhaa.o nashe me.n aa.o
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
taa sahar karte rahe ham intizaar-e-mehr-e-nau
dekhte hii dekhte aisii ghaTaa chhaa.ii ki bas
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
ye maanaa husn kii fitrat bahut naazuk hai ai 'vaamiq'
mizaaj-e-ishq kii lekin nazaakat aur hotii hai
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
jab puraanaa lahja kho detaa hai apnii taazgii
ik na.ii tarz-e-navaa iijaad kar lete hai.n ham
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
zindagii kii haisiyyat buu.nd jaise paanii kii
naachtii hai sholo.n par chashm-e-nam me.n jaltii hai
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
kashmakash-e-na.ng-o-naam dahr me.n jiinaa haraam
naam kii ye jiit haar dekhiye kab tak rahe
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
abhii na saaya-e-diivaar kii talaash karo
abhii to shiddat-e-nisfun-nahaar baaqii hai
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
ye arsh o farsh kii tafriiq kuchh nahii.n 'vaamiq'
buland o past kaa meyaar-e-KHaam badlegaa
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
ham is ko kyaa kare.n tum ko hai naa-pasand magar
zabaan-e-haal se barjastagii nahii.n jaatii
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
hai jis kii Thokaro.n me.n aab-e-zindagii 'vaamiq'
vo tishnagii kaa samundar dikhaa.ii detaa hai
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
'vaamiq' do-dhaarii teG hai vo lahja-e-jadiid
naGme tamaam KHuun me.n tar ho ke rah ga.e
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
apnaa ilaaj-e-ta.ngi-e-dil vo na kar sake
meraa ilaaj-e-ta.ngi-e-daamaa.n hu.aa to kyaa
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
'vaamiq' tujhe yaaro.n se jo begaana banaa de
ik saaGar-e-be-kaif hai vo naamvarii bhii
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
gulo.n me.n rang bhare baad-e-nau-bahaar chale
chale bhii aa.o ki gulshan kaa kaarobaar chale