SEARCH RESULTS
Showing search results for "اقدار"
Nazm MATCHES FOR "اقدار"
Nazm
patthar
jitnii aqdaar hai.n is daur kii sab patthar hai.n
sabza o gul bhii havaa aur fazaa bhii patthar
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
surKH sitara
dil, nazar, zehn, KHayaalaat, usuul o aqdaar
sab ke sab is kii tag-o-taaz se larzaa.n tarsaa.n
Amir Usmani
Nazm
sasti nazm
unhe.n dekh kar phir palaT jaa.uu.n kyaa
apne aqdaar se qaul-o-iqraar se piichhe haT jaa.uu.n kyaa
Injeel Saheefa
Nazm
aurat ki haisiyat
vafaadaarii mohabbat hii faqat meraa havaala hai
mirii aqdaar kaa ham-sar faqat koh-e-himaala hai
Zebunnisaa Zaibii
Nazm
ye dilli
tahziib-o-tamaddun kaa rivaayaat kaa markaz
iqliim-e-vafaa qibla-e-aqdaar hai dillii
Ram Parkash Rahi
Nazm
aurat
vafaa naamuus-o-iffat kaa sharaafat aur azmat kaa
ki ye aqdaar mere paa.nv kii be.Dii nahii.n hargiz
Tabassum Azmi
Nazm
pas-e-taqrib-e-mulaqat
sharh-e-haalaat alag umr kaa aaha.ng sivaa
pahle hii raah me.n haa.el hai KHaliij-e-aqdaar
Abdul Ahad Saaz
Nazm
naya adab
apnii duniyaa ke KHas-o-KHaar jalaa hii duu.ngaa
zindagii ke sabhii aqdaar samajh letaa huu.n
Akhtar Payami
Nazm
ai ham-safaro kyun na yahin shahr basa len
ai ham-safaro kyuu.n na yahii.n shahr basaa le.n
apne hii usuul apnii hii aqdaar banaa le.n
Fakhr Zaman
Nazm
diwar qahqaha
ki ye mahal ab shikast-e-aqdaar kaa nishaa.n hai
ki ye mahal ab shikast-e-afkaar kii fuGaa.n hai
Sajjad Baqar Rizvi
Nazm
barf ki guDiya
vo baahar aanaa chaahtii hai apne vajuud ke saa.nche se
lekin darvaaze par baiThe hai.n saare aqdaar
Dr. Mobashshera Sadaf 'Ghazal'
Nazm
naya nizam
jo vaz' ho.nge tariiqe na.e na.e aqdaar
rivaaj-o-rasm pe sab inhidaam aa.egaa