SEARCH RESULTS
Showing search results for "سرگشتہ"
Nazm MATCHES FOR "سرگشتہ"
Nazm
saqi
tiraa ye rind-e-sar-gashta jise 'faaruuq' kahte hai.n
isii tanqiid ke chalte bahut badnaam hai saaqii
Shameem Farooq Banspari
Nazm
KHwab dekhna
bahr-e-tufaanii-e-duniyaa me.n hai.n ham sar-gashta
mauj-e-Gam me.n hai jahaaz apnaa theater khaataa
Suraj Narayan Mehr
Nazm
hinDola
ye dasht-e-dahr me.n hamdardiyo.n kaa sar-chashma
qubuuliyat kaa ye jazba ye kaa.enaat o hayaat
Firaq Gorakhpuri
Nazm
mere bhi hain kuchh KHwab
har KHvaab kii saugand!
har-chand ki vo KHvaab hai.n sar-basta o ruu-band
Noon Meem Rashid
Nazm
Sar-guzisht-e-adam
sune ko.ii mirii Gurbat kii daastaa.n mujh se
bhulaayaa qissa-e-paimaan-e-avvalii.n me.n ne
Allama Iqbal
Nazm
badnam ho raha hun
sargashta-e-KHayaal-e-anjaam ho rahaa huu.n
bastii kii la.Dkiyo.n me.n badnaam ho rahaa huu.n
Akhtar Shirani
Nazm
zaban jis ko har ek bole usi ka nam hai urdu
ye baa-aKHlaaq qaumo.n me.n sirishta hai uKHuvvat kaa
suluuk-e-Gair se bhii aaj KHush-anjaam hai urdu
Majid-ul-Baqri
Nazm
programme
aur din ko vo sar-gashta-e-asraar-o-ma.aanii
shahr-e-hunar-o-kuu-e-bayaabaa.n me.n milegaa
Josh Malihabadi
Nazm
jamuna-ji
dil kii sar-basta kalii fart-e-KHushii se khul jaa.e
us ko amrit mile jis ko tiraa paanii mil jaa.e