SEARCH RESULTS
Showing search results for "عشوے"
Nazm MATCHES FOR "عشوے"
Nazm
kya gul-badani hai
ishve hai.n ki ik fauj kha.Dii luuT rahii hai
chhal-bal hai ki chhaatii ko zamii.n kuuT rahii hai
Josh Malihabadi
Nazm
muflisi
kone me.n jaale lapTe hai.n chhappar me.n maka.Diyaa.n
paisaa na hove jin ke jalaane ko lak.Diyaa.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
roTiyan
ruukhii hii roTii haq me.n hamaare hai shahd-o-shiir
yaa patlii hove moTii KHamiirii ho yaa fatiir
Nazeer Akbarabadi
Nazm
KHud-kushi
ek ishva-saaz o harzah-kaar mahbuuba ke paas
us ke TaKHt-e-KHvaab ke niiche magar
Noon Meem Rashid
Nazm
manazir-e-sahar
har samt gulistaa.n me.n vo ambaar gulo.n ke
shabnam se vo dho.e hu.e ruKHsaar gulo.n ke
Josh Malihabadi
Nazm
chup na raho
jagmagaane lagaa tarshe hu.e hiire kii tarah
aadamiyyat kaa zamiir
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
hubb-e-qaumi
mujh se is hamdardii-o-ulfat kaa kyaa hove bayaa.n
jo hai vo qaumii taraqqii ke liye diivaana hai
Chakbast Braj Narayan
Nazm
holi
ye sair holii kii ham ne to biruj me.n dekhii
kahii.n na hovegii is lutf kii miyaa.n holii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
holi
jinho.n ke dekhe se aashiq kaa hove taaza quluub
tirii niraalii hai yaa.n chaal-Dhaal holii me.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
padmani
aah o ishva o andaaz o adaa kii devii
aah o hind ke naamuus-e-vafaa kii devii