SEARCH RESULTS
Showing search results for "सर-ए-अर्श-ए-बरीं"
Nazm MATCHES FOR "सर-ए-अर्श-ए-बरीं"
Nazm
dil hasin hai to mohabbat bhi hasin paida kar
pastii-e-KHaak pe kab tak tirii be-baal-o-parii
phir maqaam apnaa sar-e-arsh-e-barii.n paidaa kar
Jigar Moradabadi
Nazm
jawab-e-shikwa
piir-e-garduu.n ne kahaa sun ke kahii.n hai ko.ii
bole sayyaare sar-e-arsh-e-barii.n hai ko.ii
Allama Iqbal
Nazm
apahij gaDi ka aadmi
bhaTaktii hu.ii zer-e-arsh-e-barii.n phir rahii hai.n
unhe.n bhuul jaa.e.n
Akhtarul Iman
Nazm
katik ka chand
ye ba.Daa chaa.nd chamaktaa hu.aa chehra khole
baiThaa rahtaa hai sar-e-baam-e-shabistaa.n shab ko
Ibn e Insha
Nazm
bachpane ki yaad
phirtii hai ab nazar me.n tasviir us makaa.n kii
arsh-e-barii.n se behtar thii sarzamii.n jahaa.n kii
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Nazm
do-aba bast jalandhar
ai vatan ai lahlahaatii kheto.n kii sar-e-zamii.n
ai nagiin-e-KHaatim-e-punjab ai arz-e-hasii.n
Arsh Malsiyani
Nazm
zafar
jis ko kahte hai.n zamiino.n kaa shah-e-arsh-nishaa.n
mushkil asnaaf-e-suKHan jis ke liye the aasaa.n
Arsh Malsiyani
Nazm
nisbat-e-KHak
vo guftuguu jo sar-e-arsh mere haq me.n hu.ii
KHudaa ke lahje me.n ab bhii sunaa.ii detii hai
Himayat Ali Shayar
Nazm
malik-ram
shahr-e-gujraat me.n rahe hai ye muqiim
arz-e-lahore me.n hu.ii ta.aliim
Arsh Malsiyani
Nazm
jannat-e-kashmir yahi hai
ai 'arsh' tire KHvaab kii ta.abiir yahii hai
firdaus-e-zamii.n jannat-e-kashmiir yahii hai