SEARCH RESULTS
Showing search results for ".bhhg"
Nazm MATCHES FOR ".bhhg"
Nazm
shikwa
muztarib-e-baaG ke har Gunche me.n hai buu-e-niyaaz
tuu zaraa chhe.D to de tishna-e-mizraab hai saaz
Allama Iqbal
Nazm
parinde ki fariyaad
aataa hai yaad mujh ko guzraa hu.aa zamaana
vo baaG kii bahaare.n vo sab kaa chahchahaanaa
Allama Iqbal
Nazm
nazm
KHudaa kaa shukr hai ki tum un se muKHtalif nikle
jo phuul to.D ke Gusse me.n baaG chho.Dte hai.n
Tahzeeb Hafi
Nazm
raqs
ai mirii ham-raqs mujh ko thaam le
zindagii se bhaag kar aayaa huu.n mai.n
Noon Meem Rashid
Nazm
o des se aane wale bata
kis rang me.n hai kan.aan-e-vatan
vo baaG-e-vatan firdaus-e-vatan
Akhtar Shirani
Nazm
jugnu
yatiim aa.nsu.o.n se takiya bhiig jaataa thaa
kisii se ghar me.n na kahtaa thaa apne dil kaa bhed
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ramayan ka ek scene
lekin yahaa.n to ban ke muqaddar biga.D gayaa
phal phuul laa ke baaG-e-tamannaa uja.D gayaa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
roTiyan
roTii na peT me.n ho to phir kuchh jatan na ho
mele kii sair KHvaahish-e-baaG-o-chaman na ho