SEARCH RESULTS
Showing search results for ".ekdj"
Nazm MATCHES FOR ".ekdj"
Nazm
hinDola
magar vatan kaa hal-o-aqd jin ke haath me.n hai
nizaam-e-zindagii-e-hind jin ke bas me.n hai
Firaq Gorakhpuri
Nazm
karl marx
us kii daanaa.ii kaa haasil naaKHuun-e-uqda-kushaa
taabnaaki-e-zamiir-o-ziirakii kaa aaftaab
Wamiq Jaunpuri
Nazm
nala-e-firaq
khol degaa dasht-e-vahshat uqda-e-tadiir ko
to.D kar pahu.nchuu.ngaa mai.n punjab kii zanjiir ko
Allama Iqbal
Nazm
muslim umma ka America se shikwa
goriyo.n hii se nahii.n ishq la.Daayaa ham ne
kaaliyo.n se bhii yahaa.n aqd rachaayaa ham ne
Khalid Irfan
Nazm
ilm ki zarurat
nigaah-e-Gaur se dekho agar haalaat-e-insaanii
to ho saktaa hai hal ye uqda-e-mushkil ba-aasaanii
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
jashn-e-azadi
nursery kaa master a.ngrez honaa chaahiye
aqd kaa me.aar itnaa ''rase'' honaa chaahiye
Sarfaraz Shahid
Nazm
be-talluqi
raah me.n aayaa kabhii merii himaala ban kar
jo kabhii uqda banaa aisaa ki hal hii na hu.aa
Akhtarul Iman
Nazm
tum hanste kyun ho
mai.n tumhaare ak.De hu.e jism par
apnii khulii hu.ii poro.n ko rakh detii huu.n
Azra Abbas
Nazm
kaun le gaya
hal kar diyaa thaa jis ne mu.amma shabaab kaa
tujh se vo fikr-e-uqda-kushaa kaun le gayaa
Josh Malihabadi
Nazm
pak o hind yak-jehti
baraa.e aqd-KHvaanii qaaziyo.n me.n farq hai lekin
karaachii aur dillii ke chuvaare ek jaise hai.n
Khalid Irfan
Nazm
aqd-name
aqd-naamo.n par tumhaare dastaKHat
tumhaarii naa-muraadii kaa khulaa e'tiraaf hai.n
Aashufta Changezi
Nazm
achchhi kitab
is ke dam se ham pe vaazeh uqda-e-marg-o-hayaat
is ke dam se ham pe raushan hai jahaan-e-kaa.enaat
Ata Abidi
Nazm
sarapa
sab se faraaGat ke baa'd kalaf me.n ak.Daa
safed malmal kaa kurtaa aur laTThe kii shalvaar
Urooj Jafri
Nazm
daftar-e-shadi ka muntazim
aqd-e-saanii kii jin ko KHvaahish ho
un kii ummiid kaa sitaaraa hai
Sarfaraz Shahid
Nazm
tere baad
bahs rahtii thii ki hai kaun vafaa kaa paaband
haif ye uqda-e-sar-basta khulaa tere baad