SEARCH RESULTS
Showing search results for "aaftaab"
Nazm MATCHES FOR "aaftaab"
Nazm
kisan
jhuTpuTe kaa narm-rau dariyaa shafaq kaa iztiraab
khetiyaa.n maidaan KHaamoshii Guruub-e-aaftaab
Josh Malihabadi
Nazm
aaftab
ai aaftaab ruuh-o-ravaan-e-jahaa.n hai tuu
shiiraaza-band daftar-e-kaun-o-makaa.n hai tuu
Allama Iqbal
Nazm
ye kis dayar-e-adam mein
nahii.n hai yuu.n to nahii.n hai ki ab nahii.n paidaa
kasii ke husn me.n shamshiir-e-aaftaab kaa husn
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
bagula
juun kaa taptaa mahiina timtimaataa aaftaab
Dhal chukaa hai din ke saa.nche me.n jahannam kaa shabaab
Jan Nisar Akhtar
Nazm
kitab ka phul
khilaa thaa sub.h savere jab aaftaab kaa phuul
diyaa thaa to.D ke us ne mujhe gulaab kaa phuul
Muneebur Rahman
Nazm
qatl-e-aftab
shafaq ke rang me.n hai qatl-e-aaftaab kaa ra.ng
ufuq ke dil me.n hai KHanjar lahuu-luhaan hai shaam
Ali Sardar Jafri
Nazm
mashwara
mujhe ye Dar hai kisii aaftaab kii garmii
tirii nazar ke hazaar aa.ino.n ko to.D na de
Zehra Nigaah
Nazm
masjid-e-qurtuba
vaadi-e-koh-saar me.n Garq-e-shafaq hai sahaab
laal-e-badaKHshaa.n ke Dher chho.D gayaa aaftaab
Allama Iqbal
Nazm
apni malka-e-suKHan se
zarre ko aaftaab to kaa.nTe ko phuul kar
ai ruuh-e-sher sajda-e-shaa.ir qubuul kar
Josh Malihabadi
Nazm
aaKHiri lamha
larzaa.n larzaa.n ko.ii dhu.ndlakaa saa
Duubte zard aaftaab me.n hai
Jan Nisar Akhtar
Nazm
aaftab aafat hai aab ke liye
aaftaab aafat hai aab ke liye lekin
mere dil ke chashmo.n me.n aaftaab khilte hai.n