SEARCH RESULTS
Showing search results for "andaaza"
Nazm MATCHES FOR "andaaza"
Nazm
daraKHt-e-zard
nazar se duur manzar kaa sar-o-saamaan-e-sarvat ho
hamaarii umr kaa qissa hisaab andoz-e-aanii hai
Jaun Eliya
Nazm
muhasara
use hai satvat-e-shamshiir par ghamanD bahut
use shikoh-e-qalam kaa nahii.n hai andaaza
Ahmad Faraz
Nazm
jugnu
ye aql-o-fahm ba.Dii chiiz hai.n mujhe tasliim
magar lagaa nahii.n sakte ham is kaa andaaza
Firaq Gorakhpuri
Nazm
zaban-daraaz
tumhe.n merii mushkil kaa andaaza ho rahaa hai
tum jo mujh se baat karne par a.Dii thii.n
Ammar Iqbal
Nazm
der aamad
aaTh hii billion umr zamii.n kii hogii shaayad
aisaa hii andaaza hai kuchh science kaa
Gulzar
Nazm
goristan-e-shahi
is nashaat-aabaad me.n go aish be-andaaza hai
ek Gam yaanii Gam-e-millat hamesha taaza hai
Allama Iqbal
Nazm
ek alamat
kisii jugnuu ke chamakne pe fuGaa.n hotii hai
kabhii is marhamat-e-KHaas kaa andaaza nahii.n
Mustafa Zaidi
Nazm
dost
us ke baGair apne raaste par chalte hu.e
hame.n us kaa andaaza hii nahii.n hotaa
Zeeshan Sahil
Nazm
darKHwast
ye andaaza rakhte hai.n
hamesha chaar-diivaarii me.n ik darvaaza rakhte hai.n
Hasan Shahnawaz Zaidi
Nazm
bachpane ki yaad
huu.n apnii zindagii kaa andaaza karne vaalaa
jannat se laa ke tuu ne dozaKH me.n mujh ko Daalaa