SEARCH RESULTS
Showing search results for "banaayaa"
Nazm MATCHES FOR "banaayaa"
Nazm
hindustani bachchon ka qaumi git
taataariyo.n ne jis ko apnaa vatan banaayaa
jis ne hijaaziyo.n se dasht-e-arab chhu.Daayaa
Allama Iqbal
Nazm
tu hindu banega na musalman banega
maalik ne har insaan ko insaan banaayaa
ham ne ise hinduu yaa musalmaan banaayaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
kangan
raat ko jab bhii tuu nii.ndo.n ke safar par jaatii
marmarii.n haath kaa ik takiya banaayaa kartii
Wasi Shah
Nazm
ustad-e-mohtaram ko mera salam kahna
an-pa.Dh thaa aur jaahil qaabil mujhe banaayaa
duniyaa-e-ilm-o-daanish kaa raasta dikhaayaa
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
online aashiq
ye mobile kisii aashiq ne banaayaa hogaa
us ko mahbuub ke abbaa ne sataayaa hogaa
Khalid Irfan
Nazm
mere school
tere ustaado.n ne mehnat se pa.Dhaayaa hai mujhe
terii bencho.n ne hii insaan banaayaa hai mujhe
Munawwar Rana
Nazm
ek pul banaya ja raha hai
mai.n un se puuchhtaa huu.n:
pul kaise banaayaa jaataa hai
Sarvat Husain
Nazm
himala
ai himaala ko.ii baazii-gaah hai tuu bhii jise
dast-e-qudrat ne banaayaa hai 'anaasir ke liye
Allama Iqbal
Nazm
hinDola
ki us ke aate hii big.Daa banaa-banaayaa khel
vo KHvaahishaat ke jazbaat ke umaDte hu.e
Firaq Gorakhpuri
Nazm
watan
tere hii abr ne jhuulo.n me.n jhulaayaa ham ko
tere hii phuulo.n ne nau-shaah banaayaa ham ko