SEARCH RESULTS
Showing search results for "faizul amin faiz"
Nazm MATCHES FOR "faizul amin faiz"
Nazm
ai nae sal bata tujh mein naya-pan kya hai
terii aamad se ghaTii umr jahaa.n se sab kii
'faiz' ne likkhii hai ye nazm niraale Dhab kii
Faiz Ludhianvi
Nazm
ustad
chal rahe hai.n aaj duniyaa me.n hazaaro.n mahkame
sach agar puuchho to hai ye 'faiz' sab ustaad kaa
Faiz Ludhianvi
Nazm
talwar aur qalam
'faiz' ko jitnaa qalam se pyaar hai
utnii hii pyaarii use talvaar hai
Faiz Ludhianvi
Nazm
tajdid-e-amal
kar fikr-e-amal zikr-e-KHat-o-KHaal abas hai
ai 'faiz' zaraa apne KHayaalaat badal Daal
Faiz Ludhianvi
Nazm
waqt ki qadr
'faiz' manzil par pahu.nch saktaa nahii.n
ko.ii siidhii raah se bhaTkaa hu.aa
Faiz Ludhianvi
Nazm
ilm aur jahaalat
har bashar ai 'faiz' ye koshish kare
jis tarah bhii ho jahaalat se bachuu.n
Faiz Ludhianvi
Nazm
jang aur neki
nekiyo.n kaa 'faiz' jaarii ho agar
KHud-baKHud miT jaa.e.n ye jhag.De tamaam
Faiz Ludhianvi
Nazm
tijarat
KHuub motii rolte hai.n taajiraan-e-baa-safaa
'faiz' baazaar-e-tijaarat qulzum-e-mavvaaj hai
Faiz Ludhianvi
Nazm
jawanon se KHitab
sunoge na tum 'faiz' kii baat kab tak
KHudaa ke liye qaum par rahm khaa.o
Faiz Ludhianvi
Nazm
Dhaka se wapsi par
un se jo kahne ga.e the 'faiz' jaa.n sadqe kiye
an-kahii hii rah ga.ii vo baat sab baato.n ke ba.ad
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
wasoKHt
lab par hai talKHi-e-mai-e-ayyaam varna 'faiz'
ham talKHi-e-kalaam pe maa.il zaraa na the
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek rah-guzar par
vo ho.nT faiz se jin ke bahaar laala-farosh
bahisht o kausar o tasniim o salsabiil ba-dosh
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
august-1952
hai dasht ab bhii dasht magar KHuun-e-paa se 'faiz'
sairaab chand KHaar-e-muGiilaa.n hu.e to hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
TuTi jahan jahan pe kamand
shi.aar kii jo mudaaraat-e-qaamat-e-jaanaa.n
kiyaa hai 'faiz' dar-e-dil dar-e-falak se buland
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
badi ka anjam
hai 'faizii' ye zarbul-masal mustanad
badii kaa hamesha hai anjaam bad