SEARCH RESULTS
Showing search results for "kho.iye"
Nazm MATCHES FOR "kho.iye"
Nazm
sab maya hai
sab maayaa hai, sab Dhaltii phirtii chhaayaa hai
is ishq me.n ham ne jo khoyaa jo paayaa hai
Ibn e Insha
Nazm
KHwabon ke byopari
aur bhuul ga.e pichhlii rut me.n
kyaa khoyaa thaa kyaa paayaa thaa
Ahmad Faraz
Nazm
mauzu-e-suKHan
haa.e us jism ke kambaKHt dil-aavez KHutuut
aap hii kahiye kahii.n aise bhii afsuu.n ho.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek laDka
vo KHaama-sozii shab-bedaariyo.n kaa jo natiija ho
use ik khoTe sikke kii tarah sab ko dikhaanaa hai
Akhtarul Iman
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
be-takalluf KHanda-zan hai.n fikr se aazaad hai.n
phir usii kho.e hu.e firdaus me.n aabaad hai.n
Allama Iqbal
Nazm
ye bachcha kis ka bachcha hai
kahii.n phuul khile kahii.n sabza hai
kahii.n baadal ghir ghir aate hai.n
Ibn e Insha
Nazm
teri aawaz
aur naGmo.n me.n chhupaa kar mire kho.e hu.e KHvaab
merii ruuThii hu.ii niindo.n ko manaa laa.ii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
kangan
jab bhii tuu band-e-qabaa kholne lagtii jaanaa.n
apnii aa.nkho.n ko tire husn se KHiira kartaa
Wasi Shah
Nazm
muflisi
ye dukh vo jaane jis pe ki aatii hai muflisii
kahiye to ab hakiim kii sab se ba.Dii hai shaa.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
kaniz
huzuur mu.nh se ba rahii hai piik saaf kiijiye
huzuur aap to nashe me.n hai.n mu.aaf kiijiye