SEARCH RESULTS
Showing search results for "poshaak"
Nazm MATCHES FOR "poshaak"
Nazm
ek makDa aur makkhi
ye husn ye poshaak ye KHuubii ye safaa.ii
phir us pe qayaamat hai ye u.Dte hu.e gaanaa
Allama Iqbal
Nazm
hubb-e-watan
pahno jab ko.ii umda tum poshaak
karo daaman se taa garebaa.n chaak
Altaf Hussain Hali
Nazm
jalwa-e-darbar-e-dehli
hall me.n chamkii.n aa ke yakaa-yak
zarrii.n thii poshaak jhkaa-jhak
Akbar Allahabadi
Nazm
barsat ki bahaaren
jis gul-badan ke tan me.n poshaak sausanii hai
so vo parii to KHaasii kaalii-ghaTaa banii hai
Nazeer Akbarabadi
Nazm
tujhe KHud se alag kaise karun main
mai.n vo shamshiir jis kii dhaar tuu hai
mai.n huu.n poshaak tuu hai itr meraa
Chandra Shekhar Varma
Nazm
id
poshaak kii bhii ham ne na dekhii bahaar aah
rakhte the ham umiid ye dil me.n ki iid ko
Nazeer Akbarabadi
Nazm
aurat ki taKHliq
shiddat-e-shauq se aag paanii hu.ii
kohsaaro.n kii poshaak dhaanii hu.ii
Izhaar Malihabadi
Nazm
holi
niimaa bhii tiraa rang se kesar ke bharaa hai
poshaak pe terii gul-e-sad-barg fidaa hai
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ai mere sar-sabz KHuda
apnii poshaak bhuul ga.e
mai.n saabit qadam hii TuuTii thii
Sara Shagufta
Nazm
dard hota hai
Gizaa.o.n kii lazzat me.n sarshaar ho.n
roz poshaak par ek poshaak badle.n
Rafiq Sandelvi
Nazm
holi
miyaa.n ye tum ne jo poshaak apnii dikhlaa.ii
KHush aayaa ab hame.n naqsh-o-nigaar holii kaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
hum shair hote hain
ham siitaa likhte hai.n
jab rath ke pahiye jismo.n ke poshaak kuchalte hai.n