SEARCH RESULTS
Showing search results for "rubaa"
Nazm MATCHES FOR "rubaa"
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
tujh ko viiraana-e-tasvvur me.n
dekh letaa huu.n ruu-ba-ruu ab bhii
Saifuddin Saif
Nazm
sochne do
aur yaad aa.e to mahbuub-e-guzishta yaad aa.e
ruu-ba-ruu aane se jii ghabraa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
zamana KHuda hai
goyaa vo tayyaara, us kii mohabbat me.n
ahd-e-vafaa ke kisii jabr-e-taaqat-rubaa hii se guzraa!
Noon Meem Rashid
Nazm
raqib
tumhii ko aaj mire ruu-ba-ruu bhii honaa thaa
aur aise rang me.n jis kaa kabhii gumaa.n bhii na ho
Meeraji
Nazm
gurez
ajiib aalam-e-afsurdagii hai ruu-ba-faroG
na jab nazar ko taqaazaa na dil tamannaa.ii
Sahir Ludhianvi
Nazm
shab-baraat
kyaa kyaa anaar chho.De hai.n bishnii ho ruu-ba-ruu
ai bii tum apnii kulhiyaa hame.n chho.Dne ko do
Nazeer Akbarabadi
Nazm
gulzar-e-watan
murGaan-e-baaG ban kar u.Dte phire.n havaa me.n
naGme ho.n ruuh-afzaa aur dil-rubaa sadaa.e.n
Suroor Jahanabadi
Nazm
muflis
nafas me.n sheraana tevar aarzuu ruuba-mizaaj
ehtiyaaj o ehtiyaaj o ehtiyaaj o ehtiyaaj!
Josh Malihabadi
Nazm
mera watan
dil-rubaa laala ho fazaa terii
mujh ko bhaa.ii na ik adaa terii
Meer Syed Nazeer Husain Nashad
Nazm
watan-ashob
ik sukuut har taraf hosh-rubaa o haul-naak
KHuld-e-vatan ke paasbaa.n KHuld-e-vatan ko kyaa hu.aa