SEARCH RESULTS
Showing search results for "zan"
Nazm MATCHES FOR "zan"
Nazm
jawab-e-shikwa
kis kii aa.nkho.n me.n samaayaa hai shi.aar-e-aGyaar
ho ga.ii kis kii nigah tarz-e-salaf se be-zaar
Allama Iqbal
Nazm
muhasara
mire Ganiim ne mujh ko payaam bhejaa hai
ki halqa-zan hai.n mire gird lashkarii us ke
Ahmad Faraz
Nazm
aurat
vajuud-e-zan se hai tasviir-e-kaa.enaat me.n ra.ng
usii ke saaz se hai zindagii kaa soz-e-daruu.n
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
be-takalluf KHanda-zan hai.n fikr se aazaad hai.n
phir usii kho.e hu.e firdaus me.n aabaad hai.n
Allama Iqbal
Nazm
mirza ghaalib
shaahid-e-mazmuu.n tasadduq hai tire andaaz par
KHanda-zan hai Guncha-e-dillii gul-e-shiiraaz par
Allama Iqbal
Nazm
muflisi
zan bachche rote hai.n goyaa naanii guzar ga.ii
ham-saaya puuchhte hai.n ki kyaa daadii mar ga.ii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
hasan kuza-gar(3)
jahaa.n-zaad
vo halab kii kaarvaa.n-saraaa kaa hauz, raat vo sukuut
Noon Meem Rashid
Nazm
andeshe
us kaa ehsaas-e-latiif aur shikast-e-armaa.n
ta.ana-zan ek zamaana nazar aayaa hogaa
Kaifi Azmi
Nazm
apni malka-e-suKHan se
ye jo mire charaaG kii zau duur duur hai
sarkaar hii kii mauj-e-tabassum kaa nuur hai
Josh Malihabadi
Nazm
himala
barf ne baa.ndhii hai dastaar-e-faziilat tere sar
KHanda-zan hai jo kulaah-e-mehr-e-aalam-taab par
Allama Iqbal
Nazm
hubb-e-watan
mai.n hii kartaa huu.n tujh pe jaan nisaar
yaa ki duniyaa hai terii aashiq-e-zaar
Altaf Hussain Hali
Nazm
jalwa-e-darbar-e-dehli
taa.ir-e-hosh the sab ke larzan
rashk se dekh rahii thii har zan