SEARCH RESULTS
Showing search results for "zoya sk prank"
Nazm MATCHES FOR "zoya sk prank"
Nazm
bhopal
mai.n kabhii thaa kaanpurii thaa kabhii sandelvii
ab to muddat se 'ziyaa' meraa pata bhopal hai
Zia Faooqui
Nazm
apne shahron ke liye dua
chamke.n zamiine.n un kii ziyaa se
mere vatan ke chaa.nd sitaaro zinda raho paa.inda raho
Obaidullah Aleem
Nazm
do-aba bast jalandhar
zaad buum-e-arsh rif.at-aashnaa terii KHaak
'josh' ke KHurshiid-e-ma.anii kii ziyaa se taabnaak
Arsh Malsiyani
Nazm
mayurka
shu.aa-e-mahr kii ziyaa se the jigar jigar badan
qamar-jamaal jin ke aks-e-raushnii ke baab the
Ahmad Faraz
Nazm
mujhe ek nazm kahni hai
tumhaarii aa.nkho.n me.n lau dete jugnuu mere baatin ko
ziyaa-o-nuur se bhar de.n
Anfal Rafiq
Nazm
jashn-e-jamhuriyat
havaa-e-mushk-baar se kalii kalii chaTak ga.ii
ziyaa-e-nau-bahaar se kiran kiran damak ga.ii
Arsh Malsiyani
Nazm
doraha
ek din aa.egaa jab aur bhii uryaa.n ho kar
aadmii jiine ko tho.Dii sii ziyaa maa.ngegaa
Mustafa Zaidi
Nazm
aaseb
ki taxi me.n pahle se ik aashnaa chehra-e-dil-nashii.n kii ziyaa hai
hamesha ye tuu thaa
Arsh Siddiqui
Nazm
KHak-e-hind
har sub.h hai ye KHidmat KHurshiid-e-pur-ziyaa kii
kirno.n se guu.ndhtaa hai choTii himaaliyaa kii
Chakbast Braj Narayan
Nazm
tah-e-nujum
ziyaa-e-mah me.n damaktaa hai ra.ng-e-pairaahan
adaa-e-ijz se aa.nchal u.Daa rahii hai nasiim