SEARCH RESULTS
Showing search results for "zamiir"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zamiir"
Ghazal
kyaa mil gayaa zamiir-e-hunar bech kar mujhe
itnaa ki sirf kaam chalaataa rahaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Nazm
muhasara
miraa qalam to amaanat hai mere logo.n kii
miraa qalam to adaalat mire zamiir kii hai
Ahmad Faraz
Sher
miraa zamiir bahut hai mujhe sazaa ke liye
tuu dost hai to nasiihat na kar KHudaa ke liye
Shaz Tamkanat
PAGE MATCHES FOR "zamiir"
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
jaamid
जामिदجامد
Quiescent
ठोस, घन, जड़, चेतनारहित । | (पुं.) वह शब्द जो किसी दूसरे शब्द से न बना हो, (व्या.)
MORE MATCHES FOR "zamiir"
Nazm
log aurat ko faqat jism samajh lete hain
kab talak aa.nkh na kholegaa zamaane kaa zamiir
zulm aur jabr kii ye riit chalegii kab tak
Sahir Ludhianvi
Nazm
saqi-nama
vo mai jis se raushan zamiir-e-hayaat
vo mai jis se hai masti-e-kaa.enaat
Allama Iqbal
Ghazal
abhii zamiir me.n tho.Dii sii jaan baaqii hai
abhii hamaaraa ko.ii imtihaan baaqii hai
Javed Akhtar
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
zamiir-e-paak o nigaah-e-buland o masti-e-shauq
na maal-o-daulat-e-qaaruu.n na fikr-e-aflaatuu.n
Allama Iqbal
Sher
dushman-e-jaa.n hai magar jaan se pyaaraa bhii hai
aisaa is shahr me.n ik shaKHs hamaaraa bhii hai