SEARCH RESULTS
Showing search results for "عبث"
Nazm MATCHES FOR "عبث"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
ab bhii dilkash hai tiraa husn magar kyaa kiije
aur bhii dukh hai.n zamaane me.n mohabbat ke sivaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
safar ke waqt
ye shave-box hai aur ye hai old spice
nahii.n huzuur kii jho.njal kaa ab ko.ii baa.is
Jaun Eliya
Nazm
yaksui
kaun kahtaa hai ki aa.he.n hai.n masaa.ib kaa ilaaj
jaan ko apnii abas rog lagaatii kyuu.n ho
Sahir Ludhianvi
Nazm
farsh-e-naumidi-e-didar
dekhne kii to kise taab hai lekin ab tak
jab bhii us raah se guzro to kisii dukh kii kasak
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
pahli kiran
ki Gairo.n kii tahziib kii ustuvaarii kii KHaatir
abas ban rahaa hai hamaaraa lahuu momyaa.ii
Noon Meem Rashid
Nazm
dard-e-dil
kyuu.n Daraate hai.n abas gabruu musalmaa.n mujh ko
kyaa miTaa.egii bhalaa gardish-e-dauraa.n mujh ko
Chakbast Braj Narayan
Nazm
tajdid-e-amal
kar fikr-e-amal zikr-e-KHat-o-KHaal abas hai
ai 'faiz' zaraa apne KHayaalaat badal Daal
Faiz Ludhianvi
Nazm
lauT chaliye
yuu.n abas aatish-kado.n me.n kyuu.n jale.n dil
kyuu.n rahe.n har vaqt siino.n par chaTaane.n
Chandrabhan Khayal
Nazm
umr ka aaKHiri din
ye sab zinda rahne ke hiile vasiile abas hai.n
azal se abad tak vahii silsila hai
Ahmad Zafar
Nazm
nowember ke pahle hafte par ek nazm
ye nahr ab tak puraane pahre me.n chal rahii hai
ajiib taasiir aaKHir-e-shab ke aasmaa.n kii
Akhtar Husain Jafri
Nazm
aur tum dastaken dete raho
shab ke KHaamosh manaazir hai.n ajab KHauf-zada
be-amaa.n jaane kise Dhuu.nDhne kii zid me.n abas