SEARCH RESULTS
Showing search results for "maftuu.n"
Nazm MATCHES FOR "maftuu.n"
Nazm
pandrah august
ho dard-e-dil me.n jazba-e-hubb-e-vatan fuzuu.n
'maftuu.n' qalam uThaa.o ki pa.ndrah august hai
Maftun Kotvi
Nazm
ghaalib aur aam
na the shaa.ir hii kuchh ba.De Gaalib
dil-lagii me.n bhii KHuub the Gaalib
Maftun Kotvi
Nazm
tumhaari yaad
maqbara merii tamannaa.o.n kaa maazii kaa hariim
jis me.n madfuun hai.n murde mire afsaano.n ke
Safdar Aah Sitapuri
Nazm
daraKHt-e-zard
vajuud o sher ye dono.n define ho nahii.n sakte
kabhii mafhuum me.n hargiz ye kaa.in ho nahii.n sakte
Jaun Eliya
Nazm
hasan kuza-gar (1)
jahaa.n-zaad nau saal kaa daur yuu.n mujh pe guzraa
ki jaise kisii shahr-e-madfuun par vaqt guzre
Noon Meem Rashid
Nazm
hiras
mai.n tire shahr me.n anjaan huu.n pardesii huu.n
tere altaaf kaa mafhuum samajh luu.n to kahuu.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
qatil
mujhe mafruur honaa chaahiye thaa
aur mai.n saffaak-qaatil bevafaa KHuu.n-rez-tar mai.n
Jaun Eliya
Nazm
hasan kuza-gar (4)
jahaa.n-zaad kaise hazaaro.n baras ba.ad
ik shahr-e-madfuun kii har galii me.n
Noon Meem Rashid
Nazm
yaksui
vo hasii.n ahd jo sharminda-e-iifaa na hu.aa
us hasii.n ahd kaa mafhuum jataatii kyuu.n ho
Sahir Ludhianvi
Nazm
hubb-e-watan
kaal kyaa shai hai kis ko kahte hai.n bhuuk
bhuuk me.n kyuu.nki marte hai.n mafluuk
Altaf Hussain Hali
Nazm
mere bhi hain kuchh KHwab
jo ziist kii be-huuda kashaakash se bhii hote nahii.n ma.aduum
KHud ziist kaa mafhuum!
Noon Meem Rashid
Nazm
zindagi
is se pahle ki mire beTe kaa mazbuut badan
tan-e-mafluuj me.n shaktii bhar de
Kaifi Azmi
Nazm
isi do-rahe par
apnii badlii hu.ii nazro.n ke taqaaze na chhupaa
mai.n is andaaz kaa mafhuum samajh saktaa huu.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
be-karan raat ke sannaTe mein
apne daste se ka.ii roz se mafruur huu.n mai.n!
ye mire dil me.n KHayaal aataa hai
Noon Meem Rashid
Nazm
bangal
jahaan-e-kohna ke mafluuj falsafa-daano
nizaam-e-nau ke taqaaze savaal karte hai.n