SEARCH RESULTS
Showing search results for "nujuum"
Nazm MATCHES FOR "nujuum"
Nazm
muhasara
tum ahl-e-harf ki pindaar ke sanaa-gar the
vo aasmaan-e-hunar ke nujuum saamne hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
etiraf
dard jab dard na ho kaavish-e-darmaa.n maaluum
KHaak the diida-e-bebaak me.n garduu.n ke nujuum
Asrarul Haq Majaz
Nazm
zindan ki ek sham
mehrbaa.n chaa.ndnii kaa dast-e-jamiil
KHaak me.n ghul ga.ii hai aab-e-nujuum
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
apni malka-e-suKHan se
dariyaa kaa mo.D naGma-e-shiirii.n kaa zer-o-bam
chaadar shab-e-nujuum kii shabnam kaa raKHt-e-nam
Josh Malihabadi
Nazm
tah-e-nujum
tah-e-nujuum, kahii.n, chaa.ndnii ke daaman me.n
hujuum-e-shauq se ik dil hai be-qaraar abhii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
inqalab
jhuum jaate hai.n manaazir, raqs karte hai.n nujuum
tere hii naGme se vaabasta nashaat-e-zindagii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
iztirab
jahaa.n hii iztiraab hai
hazaar-haa kavaakib-o-nujuum-haa-e-kahkashaa.n se
Sohaib Mugheera Siddiqi
Nazm
sal ki aaKHiri shab
pichhlii raato.n ko taraashe hu.e kuchh maah o nujuum
mai.n akelaa mire atraaf uluum
Saleem Kausar
Nazm
doshiza malan
kul chaa.ndnii simaT ke gulo.n me.n samaa ga.ii
zarre bane nujuum zamii.n jagmagaa ga.ii
Kaifi Azmi
Nazm
pahla jashn-e-azadi
mah-o-nujuum hai.n naGma-taraaz-e-aazaadii
vatan ne chhe.Daa hai is tarah saaz-e-aazaadii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
dilli pe qurban
nujuum-o-kahkashaa.n dillii pe qurbaa.n
miraa dil merii jaa.n dillii pe qurbaa.n
Izhaar Malihabadi
Nazm
shuur
lahuu me.n Garq hai.n aur shash-jahaat kaa aaha.ng
zamii.n kii pe.ng tuluu-e-nujuum-o-shams-o-qamar
Ali Sardar Jafri
Nazm
shash-jihat
sat.h-ba-sat.h sab sadaf nuur kii rau aziim hai
taaza tariin ye jahaa.n taaza nujuum va aasmaa.n
Akhtar Usman
Nazm
naya khel
aavaazo.n ke nujuum sadaa.o.n ke maahtaab
sannaaTo.n kii saliib pe laTkaa.e jaa.e.nge